Irsadh hein.....Shayari...
Machhar ne aapko kata.... ye uska junun tha... 🐜
Machhar ne aapko kata ye uska junun tha.....
Phir aapne vaha khujaya ye aapka sukun tha...
Chah kar bhi aap usse mar nahi paye...
Gaur farmaiye huzur...
Chah kar bhi aap usse mar nahi paye....
Kyoki uski rago me aapkahi khun tha...
😅😅
No comments:
Post a Comment